Railway group D questions answer

Railway related questions - answer :-

1. Visva star par sabse badi rail vyavastha kis desh ki hai  ?
Ans : America
2. Bharat mei pratham rail gadi kab chali ?
Ans : 16 April 1853
3. Bharat mei vidyut rail gadi ka parichalan kis varsh prarambh hua ?
Ans : 3 Feb 1925
4. Pehla rail adhiniyam kab bana ?
Ans : 1890
5. Kiske shasan kal mei rail, dak aur tar seva prarambh hua tha ?
Ans : Lord Dalhouji
6. Bharat rail ka rashtriyakaran kab kiya gaya ?
Ans : 1950
7. Bharat mei kis shahar mei metro ka parichalan shuru hua ?
Ans : Kolkata
8. Bharat mei railway ko samanya budget se kis varsh alag kiya gaya?
Ans : 1924-25
9. Bharat mei sabse lambi duri tay karnewali railgadi kaun hai ?
Ans : Vivek Express
10. Bhartiya rail ki logo mei kitni sitare hai?
Ans : 17
11. Bharat ka sabse lamba platform kaha par sthit hai ?
Ans : Gorakhpur
12. Bharat mei sabse bada railway yard kaha par sthit hai ?
Ans : Mugalsray
13. Bharat mei sabse tej gati se chalne wali train kaunsi hai ?
Ans : Gatiman Express
14. Bhartiya rail mei kul kitne zone hai ?
Ans : 17
15. Rail divas kis tithi ko manayi jati hai ?
Ans : 16 April




Thanks for watching

No comments: